ॐ ह्रीँ श्री शंखेश्वरपार्श्वनाथाय नम: દર્શન પોતે કરવા પણ બીજા મિત્રો ને કરાવવા આ ને મારું સદભાગ્ય સમજુ છું.........જય જીનેન્દ્ર.......

"SRI AADINATH JEEVAN CHARITRA"

Image may contain: 1 person, indoor

"SRI AADINATH JEEVAN CHARITRA"
1. Aadinath parmatma ka chyavan kis tithi ko hua tha ??
Aashadh vadi 4
2. Inka janm kaha hua tha ??
Ayodhya ( Vinita Nagri )
3. Kis bhav me inko Samyaktva ki prapti hui thi ??
Dhan Saarthvaah k bhav me
4. Samyaktva prapti k baad kitne bhav kiye ??
Baad me 12 total uss bhav ko milakar 13 bhav
5. kis bhav me Teerthankar naam karm ka uparjan kiya tha ??
11 ve Vajranabh Chakravati k bhav me
6. Kitne samay chhadmasth avastha me rahe ??
1000 years
7. Inka lanchhan kya tha ??
Vrishabh
8. Inka aayushya kitna tha ??
84 lakh purva
9. Inka janm kalyanak kis tithi ko aata hai ??
Chaitra vadi 8
10. Inka chyavan kaha se hua tha yaani isse purva k bhav me kis devlok me the ??
Sarvarth siddh viman se
11. Inka janm kis nakshatra me hua tha ??
Uttarashadha nakshatra
12. Inke mata-pita ka naam ??
Nabhi Kulkar - Murudeva
13. Inke saath kitne logo ne deexa li thi ??
4000
14. Inki pratham sadhvi kaun thi ??
Brahmi
15. Inke yaksh yakshini ka naam??
Gomukh Yaksh - Chakreshvari devi
16. Kitne samay tak raj shashan chalaya??
63 Lakh Purva
17. Inke Gandhar kitne the ??
84
18. Inka shareer ka pramaan ( dehmaan ) kitna tha??
500 Dhanush
19. Inki Gotra kya thi ??
Kashyap Gotra
20. Jis bhav me samyaktva prapt kiya uss bhav me us samay kis aacharya k saath the ??
Dharmghosh Suri ji
21. Inke pratham Gandhar kaun the ??
Pundarik Swami
22. Inki janm Rashi kya thi ??
Dhanu Rashi
23. Inki deexa kis tithi ko hui thi ??
Chaitra vadi 8
24. Inka Nirvaan kaha hua tha ??
Ashtapad ji
25. Ye Kevli avashtha me kitne samay rahe??
1 lakh purva me 1000 varsh kam
26. Inka kevalgyaan kis Vriksh k neeche hua tha ??
Vat Vriksh
27. Inko kevalgyaan kis sthan par hua tha ??
Purimatal
28. Inka Nirvaan kis tithi ko hua tha??
Magh vadi 13
29. Inki deexa k samay kya tap tha ??
Chhatth Tap
30. Inki pratham sravika kaun thi ??
Sundari
31. Inka Nirvaan kis aasan me hua??
Padmaasan
32. Inke kul sadhu kitne the ??
84000
33. Inki patni ka naam kya tha??
Sumangla aur Sunanda
34. Inke nirvaan k samay kya tap tha??
6 Upvaas
35. Inki kitni santan thi ??
102 (100 putra + 2 putri )
36. Inka kevalgyan kis tithi ko hua tha??
Falgun vadi 11
37. Inki deexa k samay kaunsa nakshatra tha??
Uttarashadha Nakshatra
38. Inka aayusya kitne varsh tha ?? ( In years )
592704000000000000000 Varsh
39. Ye kitne varsh kumar avastha me rahe ( raj shasan se purva )??
20 Lakh Purva
40. Deexa k pashchat pratham parna kisne aur kis vastu se karaya??
Sreyansh Kumar ne Ikshu Ras se
41. Inki kul kitni sadhvi thi??
3 Lakh
42. Kis bhav me kis naam se inki aatma ne Teerthankar Naam karm ka uparjan kiya tha??
11 ve Vajranabh Chakravarti k bhav me
43. Samyaktva prapti k pashchat k 13 bhav me kitni baar devgati me janm hua ??
5 baar ( 3rd..5th...8th..10th..12th bhav me )
44. Inki Yuglik kaun thi??
Sumangla
45. Inke saath kitne muni nirvaan ko prapt hue??
10000 Muni
46. Inke sravak aur sravika kitne the ??
305000 Sravak aur 554000 sravika
47. Inka garbh kal kitna tha??
9 maah 4 din
48. Purva k kis bhav me inke pita Terthankar the ??
11 ve Vajranabh Chakravati k bhav me inke pita Vajrasen Magavideh me teerthankar the
49. Kis karan se inki jeev ko samyaktva prapt hua tha??
Dhan sarthvaah k bhav me atyant ullas bhaav se muni ko ghee vohrane k supatradaan se
50. Inke 102 santan me se Sunanda k kitne aur Sumangla k kitne Yuglik the ??
Sumangla k 50 yugal yaani kul 100 santaan (incluiding Bharat & Brahmi )
Sunanda k 1 yugal yaani 2 santaan
(Bahubali aur Sundari)
51. Purva k kis bhav me bharat aur bahuvali k jeev inke bhai the aur unka kya naam tha??
Vajranabh chakravarti k bhav me
Bharat ka jeev - Bahu
Bahubali ka jeev - Subahu
52. Ussi purva bhav me inke 2 aur bhai jo brahmi- sundari k jeev the unka naam tab kya tha??
Brahmi ka jeev - Peeth
Sundari ka jeev - Mahapeeth
53. Inka janm kis aare me aur kitna samay shesh rahte hua??
Teesre aare k samapt hone se 84 lakh purva aur 3 varsh 8 maas 15 din pahle
54. Inka naam rishabh kyu rakha gaya??
Inki mata ne 14 svapn me pahla svapn vrishabh dekha tha isliye
55. Inka vivah sunanda se kyu hua??
I yugal tha jisme se purush ki mrityu ho gai tatha stri sunanda bach gai jise log nabhi kulkar k paas laye aur unhone uski vivah Rishabh kumar se kar diya.
56. Inko deexa k baad kab aahar mila??
400 din baad
57. Inka aur sreyansh kumar ka kya rishta tha ??
Pardada aur prapotra ka
58. Sreyansh kumar k inse kitne bhavo ka sambandh tha??
8 bhavo ka
59. Inka 1 kaunsa rishtedaar aage jakar aagami bhav me kaunsa Teerthankar bana ??
Inka pautra Marichi jo jo aage k bhav me Mahaveer swami bane.
60. Vajranabh chakravati k bhav me inka aur Sreyansh kumar k jeev ka kya sambandh tha ??
Sreyansh kumar ka jeev inka suyash naamak sarthi tha jo baad me inke saath deexa lekar keshav muni bane.
61. Deexa k baad prabhu ka pratham parna kis din hua tha??
Vaishakh sudi 3 / Akshay Tritiya
62. Vartmaan avsarpini me sarvpratham Daan ki pratha kisne suru ki ??
Sreyansh kumar
63. Iss avsarpini k pratham raja kaun bane ??
Rishabh dev
64. Rishabhdev ji ne purusho ki kitni kala sikhai??
72 kalaye Bharat ko sikhai
65. Inhone sarvpratham Ganit ( Mathes ) ki vidhya kise sikhai ??
Sundari ko
66. Inhone striyo ki kitni kala sikhai ??
64
67. Yugliko ko mitti k bartan banana kisne sikhaya??
Rishabhdev ji
68. Rishabhdev k rajyakaal se purva yugliko ki aavashtaktao aur ichhao ki purti kaun karte the ??
Kalpvriksh
69. Sreyansh kumar ne prabhu ko ikshu ras k kitne ghado se parna karaya tha??
108
70. Sreyansh kumar kiske pautra (pote) the??
Bahubali
71. Samkit prapti k baad 5th bhav me kaunse devlok me kaunse dev the??
Ishan Devlok me Lalitang dev
72. Prabhu Deexa se purv roz kitni swarn mudra ka daan dete the ??
1 crore 8 lakh
73. Deexa k baad inhone kis tarah ka loch kiya??
4 musthi loch
74. Deexa k baad indra ne inke kandhe par kaunsa vastra dala??
Devdushya vastra
75. Prabhu k samovasaran me kinki bhakti se khush hokar Dharnendra ne unhe vishal samrajya aur vidhyaye pradan ki??
Nami-Vinami
76. Bharat ko kaha ka raja banaya ??
Ayodhya ka
77. Bahubali ko kaha ka raja banaya??
Bahali Desh ( Taxshila Rajdhani )
78. Bharat maharaja ko kaunse 3 khushi k samachar 1 saath mile??
1. Rishabhdev ji ko kevalgyan
2. Aayudhshala me chakra Ratna ki utpatti
3. Putra ratna ki prapti
79. Iss avsarpini k pratham mokshgami kaun the ??
Marudeva mata
80. Iss avsarpini k pratham kevli kaun bane ??
Aadinath ji
81. Marudeva mata ko kevalgyaan kaha par hua ??
Hathi k hode par
82. Pratham gandhar pundarik swami ka prabhu se kya rishta tha ??
Dada - potra ( Bharat k putra Rishabhsen )
83. Bharat chakravarti k kitne putra aur kitne Potro ne prabhu k samovasaran me deexa li??
500 putra aur 700 potra
84. Bharat maharaja ne kitne varsho k yuddh k baad 6 khand par vijay hasil ki ??
60000 varsh tak
85. Bharat ne sundari ko deexa ki aagya kyu nahi dee ??
Usse apna Stri ratna banane ki bhavna se
86. Sundari ne apne roop saundarya ko nasht karne k liye kya kiya ??
60000 varsh tak Aayambil tap
87. Kya sundari ne Deexa li thi ??
Haan (yes)
88. Prabhu k kitne putro ne unke paas aakar sanyam liya ??
98
89. Marichi kis ka putra tha ??
Bharat Maharaja
90. Marichi ne kaunsa mad kiya tha ??
Kul Mad
91. Aadinath parmatma k pote marichi ne aage k bhavo me kaunse 3 bade bhav kiye ??
1. Tripristha Vasudev
2. Priymitra chakravarti
3. Mahaveer swami Teerthankar
92. Kul mad k karan marichi ne kaunsa karm bandha ??
Neech gotra karm
93. Rishabhdev ji ki kitni santano ne sanyam liya ??
Sabhi 102 santaan ne
94. Bharat aur Bahubali k beech kitne varsh tak yuddh chala ??
12 varsh tak
95. Bharat bahubali k beech sainya yuddh ( sena ka aapsi yuddh) k baad kaunse yuddh hue ??
Dristi yuddh
Vak yuddh
Bahu yuddh
Dand yuddh
96. Bharat-Bahubali k beech In 5 prakar k yuddh me kis kis ki haar hui ??
Sabhi me bharat ki haar hui
97. Bahubali deexa lene k baad bhi prabhu k samovasaran me kyu nahi gaye ??
Iss Ahankaar bhaav k karan ki vaha jane par mujhe apne 98 chhote bhaiyo ko vandana karni padegi...
98. Bahubali ko updesh dene k liye prabhu ne kisko bheja ??
Brahmi aur Sundari Sadhvi ko
99. Aadinath parmaatma kitni baar shatrunjay padhare ??
99 purv baar
100. Shatrunjay teerth ka pratham sangh kisne nikala??
Bharat Maharaja
101. Shatrunjay teerth ka pratham uddhar kisne karaya ??
Bharat chakravarti
102. " Haathi par savar purush ko kabhi keval gyaan nahi hota"
ye kisne kisko kaha tha ??
Brahmi aur Sundari ne Bahubali ko
103. Prabhu ka nirvaan kis nakshatra me hua ??
Abhijit Nakshatra me
104. Bharat chakravarti ko keval gyan kaha hua ??
Apne mahal k aarisha bhavan me
105. Kis bhavna ka chintan karte unhe kevalgyan hua ??
Anitya bhavna ka chintan karte
106. Bharat ne nirvaan k samay kya tap kiya tha ??
1 maas ka anshan
107. Astapad par bharat ne kaunsa mandir banaya ??
Sinh-Nishadhya naam ka ratna may mandir
108. Uss mandir me 24 teerthankar ki pratima ji ki size kya thi ??
24 Teerthankar k svayam k deh pramaan anusaar
109. Bharat ne uss mandir me kis-kis disha me kitni pratima sthapit ki ??
Purva disha - 2
Dakshin Disha - 4
Pashchim Disha - 8
Uttar Disha -10
110. Astapad par bharat ne teerthankar k alava kiski pratima sthapit ki thi ??
Apne 99 bhai muni ki Ratnamay pratima
111. Bharat kevli ka Moksh kaha hua ??
Astaapad par.
Photo: "SRI AADINATH JEEVAN CHARITRA"

BEST REGARDS:- ASHOK SHAH & EKTA SHAH
LIKE & COMMENT - https://jintirthdarshan.blogspot.com/
THANKS FOR VISITING.

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.