ॐ ह्रीँ श्री शंखेश्वरपार्श्वनाथाय नम: દર્શન પોતે કરવા પણ બીજા મિત્રો ને કરાવવા આ ને મારું સદભાગ્ય સમજુ છું.........જય જીનેન્દ્ર.......

SHRI DHOLKA KALIKUND JAIN TIRTH GUJARAT KA ITIHAS.

Image may contain: 4 people, indoor

*Shri Kalikund Parshvnathji Bhagvan.
*Shvet varn.
*Padmasanasth.
*120cm height.
*Shri Tejpal Vastupal Jain Cheritable trust,
Kalikund tirth,
Post..Dholka.
Dist..Amdavad.
GUJARAT.
"KALIKUND PRABHU PARSHV JINESHVAR..
ADBHUTT PRATIMA NIRKHO RE..
JANM OR DIXA JINDATTSURI KI..
DHOLKA KA MAN BADHAYE RE..""
Is thirth ka prachin nam Dhavalakkpur tha.Is tirth ki or pratimaji ki prachinata janna mushkil he.Aa.shri Jindatt surishvarji ki janmbhumi he.Unka janm 1132 me hua tha or 1141 me dixa huyi thi.Khartargachh ke aacharya shri Jindatt surishvarji ki dadavadi mandir k samne hi he.Shri Vardhman kendra dwara dharmik or samajik pravruti chal rhi he..Pratimaji ko dif style me rachna ki he.

BEST REGARDS:- ASHOK SHAH & EKTA SHAH
LIKE & COMMENT - https://jintirthdarshan.blogspot.com/
THANKS FOR VISITING.

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.